अकालकुवा के चुनाव प्रभारी प्रवीण ने बताया कि एम एच में सब तरफ महाविकास अघाड़ी का माहौल है..
लोग बीजेपी के नीतियो से परेशान हैं…
एम एच में महाविकास के घोषना का बहुत समर्थन मिल रहा है..
और अकालकुवा में के सी पड़वी की जीत निश्चित है..
प्रवीण चंद्राकर ने अकलकुवा के चुनाव प्रभारी बनने पर पार्टी और राहुल गांधी जी को धन्यवाद दिया
Maharatra me banega mahavikas aaghadi ki sarkar..praveen chandrakar
Akalkuwa ke election prabhari praveen ne bataya ki m h me sab taraf mahavikas aaghadi ka mahaul hai..log bjp ke nitiyo se pareshan hai…m h me mahavikas ke ghoshana ka bahut samarthan mil raha hai..aur akalkuwa me k c padvi ki jeet nishchit hai..praveen chandrakar ne akalkuwa ke election prabhari banane par party aur rahul gadhi ji ko dhanyawad diya
